LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Duur Aagaya Hun

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Durr aagaya houn main
Sab se tung aagaya houn main
Soya hua hay dill
Jaagi hui halchall
Roz youn gaa raha houn main
Roz youn gaa raha houn main

Durr aagaya houn main
Sab se tung aagaya houn main
Soya hua hay dill
Jaagi hui halchall
Roz youn gaa raha houn main
Roz youn gaa raha houn main

Paaya jo sab woh faani hay
Guzri hui kahani hay
Lafzoun kai saraab se

Aagay aagaya hun mein
Barhtay jaaa raaha houn mein
Kab se baikhabar tha mein
Ghairoun mai magan tha mein

Aaadhay har fasanay main
Apna sach likh raha houh main

Soya hua hay dill
Jaagi hui hulchal
Roz yun gaa raha hun mein
Roz yun gaa raha hun mein
Roz yun gaa raha hun mein

WRITERS

Ali Alvi

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid, Audiam, Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other