LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Gumrah

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
— Verse 1
Har jagah dekhun ye faaslay
Kidhar jaana hum bhi na jaantay
Kabhi mein kabhi tum
Kabhi koi na reh
Kyun hai aisay

Kya sazaa meri
Begunah hi thay
Beqarar ab hum
Fikar na karein

— Chorus
Lost in the lights
Kuch yaad bhi nahin
Chalti ye zindagi
Mein gumrah

Somewhere in the night
Ab raastay nahin
Buss teri hi kami
Gumrah, Gumrah

— Verse 2
Raaston pe ko kabse kharay
Dhalti nahin meri ye shaam hai
Mujhe yun kyun sazaaein dete hou tum
Dil mein buss yehi gumaan hai

Kese tu tarse humare hi liye
Doobte hi raho tum mujh mein
Jaan ke hum sadayein gai karein
Roz hou tum gumrah

WRITERS

Hatim Siddique, Ali Alvi

PUBLISHERS

Lyrics © C&C Digital Services OÜ (UniteSync), UNITESYNC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other