Khat jo likhay thay dewanay nay
Jinmein likhay thay meray pyar kay afsanay
Aansu meray rayega thehray
Teri nazrein badli soh badlay chehray
Gham hain bas ab toh teray
Teray bina mann mein mere na koyi baat hain
Tujhsay hi din ki mere hoti shuruaat hain
Teri hi yaadon pay khatam hoti har raat hain