Dekh Kabse Main Aake Khadi
Dekh Kabse Main Aake Khadi
Teri Naukari Hain Sautan Meri
Dekh Kabse Main Aake Khadi
Kaisa Aaya Zamana Hain Kaisi Ghadi Haaye Kaisi Ghadi
Kaisa Aaya Zamana Hain Kaisi Ghadi
Aaj Majnu Ke Picche Hai Laila Padi
Teri Naukari Hain Sautan Meri
Saari Duniya Ke Aashiq Deewane Mere
Saari Duniya Ke Aashiq Deewane Mere
Ek Main Hoon Jo Pichhe Padi Hoon Tere
Liye Baahon Ki Ye Hath Kadi
Teri Naukari Hain Sautan Meri
Tu Jara Sa Jo Ang Mere Lag Jaaye Gaa
Tu Jara Sa Jo Ang Mere Lag Jaaye Gaa
To Ye Mausam Ka Rang Bhi Badal Jaayega
Hain Jahan Mein Mohabbat Badi Samjha
Teri Naukari Hain Sautan Meri
Dekh Kabse Main Aake Khadi
Dekh Kabse Main Aake Khadi.