To Nindiya Udi Oye Mar Diya
To Nindiya Udi Oye Mar Diya
Laga Sal Jab Se Mujhe Solwa
Laga Sal Jab Se Mujhe Solwa
To Sanso Me Uthane Laga Haye Dhua
Badan Me Bhi Bijli Si Lahra Gayi
Badan Me Bhi Bijli Si Lahra Gayi
Pata Ye Chala Ho Gai Mai Jawa
Ye Sab Ne Kaha Oye Mar Diya
Kisi Ne Suni Na Duhayi Meri
Julmi Ne Fir Aisa Jhatka Diya
Julmi Ne Fir Aisa Jhatka Diya
Ke Patli Kamar Bal Khai Meri
Gayi Raat Ka Hoye Mar Diya
To Nindiya Udi Oye Mar Diya
To Nindiya Udi Oye Mar Diya
Oye Soniyo Kuch To Bolo Muh To Kholo
Aai Aai Aa Kuch Bolo Na Ji.