LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Baran

•

2014

Ziyankar

+2 Others

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kyun ziyankar banoon
Sood faramosh rahoon

Fikr—e—farda na karun
Mahw—e—gham mein dosh rahoon

Naley bulbul ki sunoon
Aur madhosh mai rahoon

Yahaan

Ab siyah hai teri har subah
Ab siyah hai teri har subah
Shamien be—noor hain

Khandazan ye kufr hai Kya
Tujhko pata nahi
Teri tauheed ka
Tujh mein kuch ilam nahi

Yahaan

Aasan na ho kyun deedey khuda
Imaan kyun hai nautwan
Manzil kya hai kya rahe rawaan
Be—zoukh kyun karavan

Fikr—e—farda na karun
Mahw—e—gham mein dosh rahoon
Naley bulbul ki sunoon
Aur madhosh mai rahoon

Yahaan

WRITERS

PARVAAZ

PUBLISHERS

Lyrics © Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Baran

2014

01

Beparwah

Parvaaz

02

Ab Ki Ye Subah

Parvaaz

03

Gul Gulshan

Parvaaz

04

Roz Roz

Parvaaz

05

Baran

Parvaaz

06

Ghaib

Parvaaz

07

Fitnah

Parvaaz

08

Ziyankar

Parvaaz