LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Aashna

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Pehle na koi tujhsa mila
Sadiyon mein dil hai yeh khula
Pehle na koi bhi is dil mein tha
Tune liya hai daakhila

Saazish hui hai shaayad koi
Yun hi nahi hum aashna
Kuch toh likha hai taqdeer ne
Yun hi nahi hum aashna

Tu bin kahe, kahe jo mujhe
Main bin sune maan loon
Teri hasi mein chupe
Gam saare mein jaan loon

Tujhse koi toh hai raabta
Yun hi nahi hum aashna
Kuch toh likha hai taqdeer ne
Yun hi nahi hum aashna

WRITERS

Anurag Mishra, Alok Ranjan Srivastava

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other