LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Milna Mujhse Rozaana

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Baithoon main saath tere
Itna bhi waqt kahaan
Sarhadein yaad karein
Jaana hai phir se wahaan

Haste haste mujhe
Kehde tu alvida
Raaton ko khwaab mein
Milna mujhse rozana

Jo bhi teri dua
Kehde roye bina
Raaton ko khwaab mein
Milna mujhse rozana

Khat mein tere, tu kabhi
Likhna mujhe woh sabhi

Khat mein tere, tu kabhi
Likhna mujhe woh sabhi

Raaton mein jaagi
Gaati thi tu jo dhun
Aur yeh
Baarish ki boondein
Kaisi lagti hein mere bin

Raaste sard hein
Saare bedard hein
Thode bedard hein

Haste haste mujhe
Kehde tu alvida
Raaton ko khwaab mein
Milna

WRITERS

ALOK RANJAN SRIVASTAVA

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other