LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Saiyaare

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Haare Haare (Hindi Lyrics)

हारे हारे रे दोनों बेचारे
जाहिल दिल “के” आगे नैना हारे
तेरी नज़रों के ऐसे हैं मारे
घूमें जैसे के दो दो सैयारे

मिलते हैं जो तुझसे, खाते ये झटके हैं
ये काम की सारी बातों से भटके हैं
जाये जहाँ भी तू, तुझ पे ही अटके हैं
तेरी जालीदार दुपट्टे से “ये” लटके हैं

ख़्वाबों में आ के इनको दे जा रे
कारी कारी रातों में उजियारे
तेरी नज़रों के ऐसे हैं मारे
घूमें जैसे के दो दो सैयारे

हारे हारे…


................................


Haare Haare (English Lyrics)

Haare haare re dono bechaare
Jaahil dil ""ke"" aage naina haare
Teri nazron ke aise hain maare
Ghoomein jaise ke do do saiyaaare

Milte hain jo tujhse, khaate ye jhatke hain
Ye kaam ki saari baaton se bhatke hain
Jaye jahan bhi tu, tujh pe hi atke hain
Teri jaaleedaar dupatte se ""ye"" latke hain

Khaabon mein aa ke inko de ja re
Kaari kaari raaton mein ujiyaare
Teri nazron ke aise hain maare
Ghoomein jaise ke do do saiyaaare

Haare haare...

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other