Kuch din sawaalon mein gaye
Kuch din khayaalon mein hawaa hue
Jin mein bas tera zikr chalaa
Tujh pe zaaya mein saara hua
Gumshuda chain hai, dil hai, neendein bhi
Milte nahi hein kahin bhi
Gumshuda chain hai, dil hai, neendein bhi
Milte nahi hein kahin bhi
Tujh pe zaaya mein saara hua