Tumhari aadat ho gayi hai Pyari shararat ho gayi hai Tumhari aadat ho gayi hai Pyari shararat ho gayi hai Mene socha bahut, Dil ko roka bahut Magar aaj me Kahta hunTumse Mohabbat ho gayi Han Mohabbat ho gyi hai Ab akele safar ye mera katta nahin Humsafar banke sath mere chalo hummaseenAb akele safar ye mera katta nahin Humsafar banke sath mere chalo hummaseenKhuda ki rahmat ho gyi hai Najaren enayat ho gyi hai Mene socha bahut, Dil ko roka bahut Magar aaj me Kahta hunTumse Mohabbat ho gayi Han Mohabbat ho gyi hai Jindagi me nahin hai koi tumhare shiwa Rah na paungi me ek pal bhi tumhare bina Jindagi me nahin hai koi tumhare shiwa Rah na paungi me ek pal bhi tumhare bina Meharban kismet ho gayi hai Ek ebadat ho gayi hai Mene socha bahut, Dil ko roka bahut Magar aaj me Kahti hunTumse Mohabbat ho gayi Han Mohabbat ho gyi hai Tumse Mohabbat ho gayi Han Mohabbat ho gyi hai Tumse Mohabbat ho gayi Han Mohabbat ho gyi hai ReplyForwardAdd reaction