Kaanto pe tha rasta mera, ab phulo se hai dosti
Ashiq hai naam ab se mera, haan maine ki hai ashiqi
Har sham ki tere naam ki, jabse hai tera deedar kia
Tujhpe sb kuch waar diya, lo humne aitbaar kia
Vaada hai ye saari umar ka, tujhse hi bs pyar kia
Kyu maangu ab mai jannate, jab tu hi khda h saamne
Khwaabo ko lena chod du, mera hath jo tu thaam le
Ankho ko kholu to, tu mile bs tujhe
Bs tujhe hi maine sansaar kia
Tujhpe sb kuch waar diya, lo humne aitbaar kia
Vaada hai ye saari umar ka, tujhse hi bs pyar kia
Dariya aag ka humne paar kia
Ab tujhse hai sb tujhpe hai