Tere mehfil ka messiah hun kya?
Aata hoon toh din ban jata
Jaan ke bhi haath mara tha meine
Beete nashe mein yeh doori ke pal
Abh baaki bacha bhi hai kya?
Mein toh panchee bann chala
Tera joh rah tha woh kabhi mera na tha
Saalon maafi mange toh kya
Tere mehfil ka messiah hun kya?
Aata hoon toh din ban jata
Jaan ke bhi haath mara tha meine