What do you? What do you?
Itna saara maine likha likha
Jo bhi ab likh daala sab pick up karte hai
Jo bhi ab likh daala sab pick up karte hai
Bas dekhte reh dekhte reh
Bina promotion ke mere inception se
Sapne mein sapna mai dekh ke phir jeetengey
Saare ke saare ab kude aur jhoome
Tu bas naam ka rapper hai
Jiske iraadon mein jasbaat nahi hai
Pateli marne ka time nahi hai
Har beat ka katal ab crime sahi hai
Har ladki bole vo line sahi hai
Khud ko mai bola mera mind sahi hai
Itna saara maine likha likha