Kudrat ke usool se kiya jo maine chaha
Dard itna saha phir bhi chuni meri har rahah
Khud pe shak tha, par hausla alag tha
Sab se Sakht tha, par raasta alag tha
Paisa kamau? Ya gaane banau?
Studio mein baithu? Ya office mai jaau
Us pal mein rehlu, us iss pal pe AAJ aau
Meeri hi baatein hai mera khilaf
Sabke hisaab ka karunga insaaf
Mere zubani toh hai sarvanaash
Khud ki nishano pe karu mai var
Meri hi baatein mere khilaf
Baatein vo karte par na du mai dhyan
Meri hi baatein mere khilaf
Saare sawalo ke du mai jawaab
Du mai jawaab ki mai lajawaab
Tha toh mai shaant par ab hai awaaz
Jo mere pass vo hai mere paas
Jo tere paas vo na tere khaas
I got no brand names no teammates
I need no damn fame just skipping
Its funny and lame they talk a lot
I did it with my pace wasn't good enough
From Southside to Queen Street
Man catch the flow hear closely
Aw man I'm quick with this
Too uplift I'm swift with it
Count the cash I'm crisp with it
All the risks I win with it
Drown in doubt? I swim it
Keep your distance I'm off limit
So persistent its Authentic