Ab Tu aa bhi jaa na tu sata ye dil mera bechain ho raha kahan
Hai tu basi tu ghar ka apne
Kyun rehti hai mujhse judaa
Thode waqt ke liye maan ja
Teri yaadein phir bhi aati hain sada
Teri baatein yaad aati hai sada
Ab kitabon ke panne khatam ho gye
Darr raha hun kahani kahin ruk na jaye apni
Ab tu aa bhi jaa na tu sata ye dil mera bechain ho raha kahan
Hai tu basi tu ghar ka apne raasta bata
Ab na koi, ab na koi bhi shikwa hai tumse kabhi
Socha rehlun, socha rehlunga tere bina mai yahan
Phir galat tha dobara mai yahan
Ab laga tere raaste se mujhko guzarna hai
Ant tak safar main saath saath chalna hai
Phir to tujhko chhupa loon mai yahan
Ab tu aa bhi jaa na tu sata ye dil mera bechain ho raha kahan hai
Tu basi tu ghar ka apne raasta bata