Aaja mere paas meri jaan lele
Shayad teri khoon ki ye pyaas bujhe
Tere sare zulm hain ye maaf tujhe
7 khoon maaf tere 7 khoon maaf tere
Har janam mein kuch na kuch bakwaas kare
Pak gaya hun teri sari baaton se
Tere sare zulm hain ye maaf tujhe
7 khoon maaf tere 7 khoon maaf tere
7 khoon maaf tere mei jaana mai jaana koi kami ni
Balance, mereko ko bhi chaie thoda baby pls
Raaz bhul gaya tere saare mai Aj k liye
Tere 7 khoon maaf, jaanu kitne tune kaand kare, i know
Got different colored molly
Yea i guess im sorry baby aj jane de
Mai lambe raste naapke aya baby