Jitni bhi karun main woh toh kam hain
Tune diya ye kaisa gum hai
Samajh na aye mujhko kaisa tera khel hai
Kya meri zindagi ka meri sabse bada fail yeh
Dil churane ki mujhko bhi ek aadat si thi
Paasa ye palta tune kya nazakat teri
Kaise mein so lun sapnon mein tu aye nazar
Mujhko lauta de needein ab meri
Main karunga thoda mehsoos
Din aur raat main kya hai farak jab aasmaan ke saat badaal nahi
Jab chaand ke chamkile taare dikhe nahi
Toh inn aankhon ko shanti kese milegi mehboob
Tumare guftagu ne chora mujhe pyaasa
Dilaasa deneki majboori nai
Dunga tuje avsar aur ek mauka
Jazbaat ko kabu mein kese rakhe
Dil churane ki mujhko bhi ek aadat si thi
Paasa ye palta tune kya nazakat teri
Kaise mein so lun sapnon mein tu aye nazar
Mujhko lauta de needein ab meri