Tum Mein Kya Kya Baat Hai
Tumse Dil Mein Shayari Hai
Tum Mein Kya Kya Baat Hai
Tumse Dil Mein Shayari Hai
Yeh Hawayein Choo Rahin Hain Tumko Jis Andaaz Se (Aa.. Aa..)
Yeh Hawayein Choo Rahin Hain Tumko Jis Andaaz Se
Yeh Adaaon Ki Ada Ki Ek Nayi Shuruaat Hai
Tum Mein Kya Kya Baat Hai
Tumse Dil Mein Shayari Hai, Ishq Ki Saugaat Hai
Ishq Banjara Hai Phir Bhi Ab Basera Chahtah (Aa.. Aa..)
Ishq Banjara Hai Phir Bhi Ab Basera Chahtah
Tum Mein Kya Kya Baat Hai
Tumse Dil Mein Shayari Hai
Hum Tumhe Kaise Sarahein, Kaise De Tohfey Tumhein (Aa.. Aa..)
Hum Tumhe Kaise Sarahein, Kaise De Tohfey Tumhein
Tumko Bas Chahein Hamesha Yeh Dua Din Raat Hai
Tum Mein Kya Kya Baat Hai
Tumse Dil Mein Shayari Hai
Aur Kya Maangein Dua Mein, Aur Kya Chahein Bhlaa (Aa.. Aa..)
Aur Kya Maangein Dua Mein, Aur Kya Chahein Bhlaa
Tumko Paake Lag Raha Hai, Rabb Hi Mere Saath Hai
Tum Mein Kya Kya Baat Hai
Tumse Dil Mein Shayari Hai, Ishq Ki Saugaat Hai