LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar
Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar
Unki Tasveer seene mein maujood hai
Jisne laa kar Kalaam e Ilaahi diya
Jisne laa kar Kalaam e Ilaahi diya
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai

Phool khilte hein pad pad ke Salle Ala
Phool khilte hein pad pad ke Salle Ala
Jhoom kar keh rahi hai ye baad-e-sabaa
Aisi Khushbu Chaman ke Ghulon mein kahaan
Aisi Khushbu Chaman ke Ghulon mein kahaan
Jo Nabi ke Pasine mein Moujud hai

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar
Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar
Unki Tasveer seene mein maujood hai
Jisne laa kar Kalaam e Ilaahi diya
Jisne laa kar Kalaam e Ilaahi diya
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai

Humne maana ke Jannat bahot hai haseen
Humne maana ke Jannat bahot hai haseen
Chhod kar Ham Madina na jaye.n kahi.n
Yun to Jannat mein sab hai Madina nahi.n
Yun to Jannat mein sab hai Madina nahi.n
Aur Jannat Madine me.n Moujud hai

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar
Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar
Unki Tasveer seene mein maujood hai
Jisne laa kar Kalaam e Ilaahi diya
Jisne laa kar Kalaam e Ilaahi diya
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai


Chhodna Tera Tayba Gawaara Nahin
Chhodna Tera Tayba Gawaara Nahin
Saari Duniya Mein Aesa Nazaara Nahin
Aesa Manzar Zamaane Mein Dekha Nahin
Aesa Manzar Zamaane Mein Dekha Nahin
Jaisa Manzar Madine Mein Maujud Hai

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar
Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar
Unki Tasveer seene mein maujood hai
Jisne laa kar Kalaam e Ilaahi diya
Jisne laa kar Kalaam e Ilaahi diya
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai

Unki Tasveer seene mein maujood hai
Jisne Laakar Kalaame Ilaahi Diya
Wo Muhammad Madine Mein Maujud Hai
Wo Muhammad Madine Mein Maujud Hai...

PUBLISHERS

Lyrics © Audiam, Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other