Main aik dabbay mein band hun
Chaar diwaari, be-bas hun
Main aik dabbay mein band hun
Issmein sab kuch hay terha
Aik konay mein main betha
Dusray mein hay eik keerha
Par sapnay tou dekhtay yahaan
Issmein jo kuch hay terha
Aik konay mein main betha
Par sapnay tou dekhay hain yaha-a-aaan
Main aik dabbay mein band hun
Badli deewaar kay rang hun
Main aik dabbay mein band hun
Shayad issko hi pasand hun