LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Pal

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Pal, Mera Kuch Pal
Tham Sa Gaya Hai ye Pal

Yaad Mein hai, pyaari baatein
Mahek Maheke Gungunate
Pal wo mera dhoondta hai
jane kab kya sochta hai
wo lamhe beete sitaron mein hai

Pal, Mera Kuch Pal
Tham Sa Gaya Hai ye Pal

#
Muskurate hue shaam
jhilmilate rahe hai sapne,
baadal ki hai baatein
bheegi bheegi wo raatein apne,

raho mein chal rahi
anjaana si koi safar hai
asman mein kahin
likh rahi mere ye manzilein

Pal, Meri Kuch Pal
Tham Sa Gaya Hai ye Pal

WRITERS

Ankaan Subhadip Sharma, Monika Sarkar, Samir Sarkar

PUBLISHERS

Lyrics © MUSIC SERVICES, INC.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other