LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bhool Chukay (feat. UMAIR)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Haan bohat khoob he zindagi agay
Bohat khush naseebi tere naam mein
Kuch aisay jhoot
Suna gaye the apnay baray
Ab mein doob raha
Kyun khud se rooth raha
Aisay hi gungunake apna dil turwa ke chal paray
Chal paray
Chaltay chaltay apna ghar ham bhool chukay
Manzil pata magar rastay bhool chukay
Chaltay chaltay apna ghar ham bhool chukay
Manzil pata magar rastay bhool chukay
Mein na chahte we faasalay bharoun
Par kyun mein raatoun ghumshuda rahoun
Rahoun rahoun yeah
Kese huwe khudse juda
Rastay tere dil ke khafa
Koi deta nahi saath
Mera tu hi tha aik khaas
Manzil lagay na ab paas
Karoun taroun se hi baat
Chaltay chaltay apna ghar ham bhool chukay
Manzil pata magar rastay bhool chukay
Chaltay chaltay apna ghar ham bhool chukay
Manzil pata magar rastay bhool chukay

WRITERS

Anaaz Khan

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other