Kuch panay ke liye kuch khona he
Meri zindagi mein ye nisab hi ulta he
Wou kahe ajj seena saaf karo
Mein dil ki baatein karne bethoun usse masla he
Aisay hi chaltay mere lanjhay
Mein zindagi se darta mere baray ulta daantein
Shayad ehsaas nahi mujhmein
Ke mein bhi un insaanoun mein
Ay khuda mujhey dekho parishaan houn mein
One hundred k on solo mera bhai mujhsey khush
Isse zada nahi chahta khush guzaar houn mein
Aur tu hi dene wala bas thora asra hi chahte mein
Ab uski yaadoun ka mein kehdi bana
Aur ye hi wajah mera kalam mere saath roye
Zamana zalim itna jaldi bana
Tera pyaar teri yaadoun mein hi gata reh
Ab yehi gham meri maut ki wajah banay