Oh mere yara ham mar chukay
Tumse mukhatib hein lafz baray
Kesi wo shaamein jab ham giray
Jab tak he saath tera ham kharay
Tumse mukhatib hein lafz baray
Hamein yahan gham nahi kam milay
Hamein yahan gham nahi kam milay
Tum na ho kareeb tou ham na houn
Mile joh tum kyun lagi asaan yeh zindagi jeene ko
Kyun laga ab hoga savera na hoga yeh ghum ab peenay ko
Kyun baray yeh bheer ab roz, Kyun roz karun har had paar
Kyun laga kay tum ho ujala joh roshan karega ab zeenay ko
Kay mein bas ab dua hi dun
Na hoon may tere sirahane
Is kuyen may mehez, roaan sa hoon
Baat to teri bhi theek, mein physco, when I'm loosing my cool
But I do it for you, aye chot na tujhay, mein khaon na dhool
Akela is sheher may sair pay, numb and high
Yaadon may teri hoon lipta na dhikta ab rasta, ab bhatke yeh rooh
Bahadi sihayi yeh qeemti tujhpe, kaho toh bahade hum khoon
Bas thori si jaan hai baaki, Deke woh tujhay, hum rakhle sukoon
Tu phoolun may lipta azal tha mera
Ghum may izafa ab itna woh kaffan safaid ab surkh hai mera
Ghalat kyun yeh rukh hai tera
Cheena hai tujhay zamane nay
Bas chota sa dukh hai mera
Oh mere yara ham mar chukay
Tumse mukhatib hein lafz baray
Kesi wo shaamein jab ham giray
Jab tak he saath tera ham kharay
Tumse mukhatib hein lafz baray
Hamein yahan gham nahi kam milay
Hamein yahan gham nahi kam milay
Tum na ho kareeb tou ham na houn