karta hamesha fun bheem hamara
picture mein ayga vo dhoom machayga
sabko nachayga bheem hamara
picture ki shooting shuru ho gayi hai
hero hai iska chhota bheem
bheem ki harmom ko cheer karegi
ye dholakpur ki puri team
kyunki bheem ban gaya superstar,
bheem ban gaya superstar,
bheem ban gaya superstar fans hogaya kai hazar