LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Adhura

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Bewajah har jagah - tera jikra hai
Kho diya khud ko mai - teri fikra hai
Har saans me tu
Har aas me tu
Har baat me tu
Alfaaz me tu
Ashk me hai chehra teraaa
Fir kyo mai adhura raha
Fir kyo mai adhura raha
Fir kyo mai adhura raha
Fir kyo mai adhura raha

Kaisa ye kehar,
Gaya mujhpe thehar
Na subeh ka pata,
Na saanjh ka asar

Hai ye haqikat
Tu hi ibadat
Tere shiva na
Meri koi aadat

Ishq tha tujhse bepanaaaah
Fir kyo mai adhura raha
Fir kyo mai adhura raha
Fir kyo mai adhura raha
Fir kyo mai adhura raha


Tha kitna sukoon
Jab paas thi tu
Na marne ki talab
Tha jine ki janoon

Kaisi hai ye uljhan
Kaisi ye ulfat
Mit gayi sari
Meri ye hasrat

Tujhse juda kabhi na rahaaaa
Fir kyo mai adhura raha
Fir kyo mai adhura raha
Fir kyo mai adhura raha
Fir kyo mai adhura raha

WRITERS

Kailash R Das

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other