LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Gunaah

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ek Baar ek Desh me
Reh Raha ek Insaan tha
Ek ladki Ko wo chahta tha
Wahi uska jahaan tha

Socha tha usne ki
Misaale di jaayegi uske pyaar ki
Usse kya pata tha
Ki uska ishq hi beimaan tha

Keh Raha tha wo khudse
Ki ishq Kiya ya gunah
Raaho me dafnake chali gayi wo
Ye meri Wafa, pyaar mera

Raat ke cndher me
Nishaano ke keher me
Kehta Raha wo
Kehta Raha wo

Meri Jaan
ca bhi Jaa
ca bhi Jaa
Meri Jaan

Naino me udasi hai chhayi
Sirf Mai hu aur meri tanhai
Mazhab ke daldal me dooba
Haan khalti hai teri bewafaai

Saari duniya jhooti hai
Jhoote hai saare zamane
Todke bandhan ye saare
ca jao na

Meri Jaan
ca bhi Jaa
ca bhi Jaa
Meri Jaan

Ishq hai ya gunha
Kya keh Raha hai
Tera jahaan

Intehaan ho gayi intezaar ki
Wo raahei cbhi bhi takta Raha
Jaag Gaya jahaan bhi
Wo phir bhi aansu bahata Raha

WRITERS

Aniruddha Deshpande, Ankit Gangwani, Haradhruchitrajit Gogai, Mohit Budhwani, Nilesh Dalwani, Yash Rajput

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other