LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Izhaar

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jabse tujhse Mila hu
Mai sochta hu
Ke shayar tha pehle
Ya ho Gaya hu

Khushboo me Teri
Mai tham sa Gaya hu
cdao me Teri
Ya kho Gaya hu

Mai duniya bhula du
Mai taare bhi la du
Kiye the Jo saare
Wo waade nibha lu

Teri aankhein badi
Zaalim hai
Ye jeene na degi mujhe

Kaliyan, fizaye, wo gehri ghataye
Meri nindiya, ye sapne , wo behti hawaye
Tum hi hooo

Ye badal,
Wo taara,
Nadi Ka ye
Kinaara

Ye duniya
cdhoori
Bin tere
Mai haara

Dekha hai jab jab tujhko
Mai hu muskuraya
Na Maine kaha kuch
Na tu pass aaya

Taras gayi hai aankhein
Tujhe dekh ke hi
Mai sochta tha aksar
Mulakaat hogi

Haan socha tha tum ho
Meri chaandni
Ye raatien ye suraj bhi
Tum hi hooooo

Mai duniya bhula du
Mai taare bhi la du
Kiye the Jo saare
Wo waade nibha lu

Teri aankhein badi
Zalim hai
Ye jeene na degi mujhe

Kaliyan, fizaye, wo gehri ghataye
Meri nindiya, ye sapne , wo behti hawaye
Tum hi hooo

Ye badal,
Wo taara,
Nadi Ka ye
Kinaara

Ye duniya
cdhoori

Teri aankhein badi
Zalim hai
Ye jeene na degi mujhe

Kaliyan, fizaye, wo gehri ghataye
Tera chehra, ye zulfe mujhe ye bataye
Tum hi ho

WRITERS

Aniruddha Deshpande, Ankit Gangwani, Haradhruchitrajit Gogai, Mohit Budhwani, Nilesh Dalwani, Yash Rajput

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other