Poochho na poochho mujhe kya hua
Tukdon hi tukdon mein dil beh gaya
Hote na hote yeh kya ho gaya
Khisakte phisalte main chalta raha
Jo jaage nahi, sotey rahe
Voh khwaabon ko hi bunte rahe
Jo sotey nahi, jaage rahe
Voh apni hi dhun gungunate rahe
Poochho na poochho mujhe kya hua
Tukdon hi tukdon mein dil beh gaya
Hote na hote yeh kya ho gaya
Khisakte phisalte main chalta raha