LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Rang Lage

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Rang lage
Tere rang lage
Jo bhi tha feeka
Sab mein rang lage
Shaamein wahi thi
Raatein bhi wahi
Par tere aane se
Mehfil si bann gayi
Tu mili toh jaise
Nazar badal gayi
Meri bechaini bhi
Thodi sambhal gayi
Rang lage
Tere rang lage
Jo bhi tha feeka
Sab mein rang lage
Main toh chala tha
Bas yunhi kahin
Teri taraf aake
Manzil si mil gayi
Teri hansi se
Mausam sa khil gaya
Mere seene mein
Kuch toh badal gaya
Rang lage
Tere rang lage
Jo bhi tha feeka
Sab mein rang lage
Naa koi waada tha
Naa koi wajah
Phir bhi tu ban gayi
Meri har dua
Rang lage
Tere rang lage
Jo bhi tha feeka
Sab mein rang lage
Shaamein wahi thi
Raatein bhi wahi
Tu jo mili mujhe
Sab mein rang lage

WRITERS

Ankit Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other