Khwaab Sajaane Do (Khwaab Sajane Do)
Phir Khaabon Ko Aankhon Se
Khamoshi Ko Chupke Se Sab Keh Jaane Do
Kuchh To Hua Hai (Ye Kya Hua)
Jo Na Pata Hai (Ye Jo Hua)
Kuchh Toh Hua Hai (Samjho Kuchh Samjho Na..)
Saansein Bankar Tujhe Odh Lun
Aadaton Mein Tujhe Jod Lun
Tujhse Roshan Raatein Saari
Tujhpe Hi Khatam Baatein Saari
Khamoshi Ko Chupke Se Sab Keh Jaane Do
Kuchh Toh Hua Hai (Ye Kya Hua)
Jo Na Pata Hai (Ye Jo Hua)
Kuchh Toh Hua Hai (Samjho Kuchh Samjho Na..)
Tujhe Ek Baar Pyaar Se Jo Chhu Sakun Main
Waqt Ko Phir Wahin Rok Doon
Phir Dil Machal Ke Gar Hadon Ko Bhool Jaaye
Dhadkano Ka Safar Chhod Doon
Tune Di Hai Saari Khushiyan
Tu Hai Toh Hai Meri Duniya
Khamoshi Ko Chupke Se Sab Keh Jaane Do
Kuchh Toh Huaa Hai (Ye Kya Hua)
Jo Na Pata Hai (Ye Jo Hua)
Kuchh Toh Hua Hai (Samjho Kuchh Samjho Na..)