LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Mujhko de Taqat Khuda

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mujhko de taqat khuda
Aur bakhsh de pakeezgi
Mujhko de taqat khuda
Aur bakhsh de pakeezgi
Apni manind le bana
Aur de mujhe nayi zindagi
Mujhko de taqat khuda

Har kami ab dur kar
Aur saaf tu karde mujhe
Wachan se dhokqr mujhe
Ab rooh se bharde mujhe
Paak mujhko de bana
Aur dur kar aloodgi
Mujhko de taqat khuda
Aur bakhsh de pakeezgi
Apni manind le bana
Aur de mujhe nayi zindagi
Mujhko de taqat khuda

Kroos par kurbaan masih
Tu hogya mere liye
Khoon ki dhara chali
Mere gunahoon ke liye
Khoon se dhokar gunah
Kar saaf meri zindagi
Mujhko de taqat khuda
Aur bakhsh de pakeezgi
Apni manind le bana
Aur de mujhe nayi zindagi
Mujhko de taqat khuda

Prem jaisa is jahan se
Aye masih tuney kia
Maaf usko bhi kia
Jisne tujhe ghayal kia
Prem ki raah par chalein
Teri tarah ye zindagi
Mujhko de taqat khuda
Aur bakhsh de pakeezgi
Mujhko de taqat khuda
Aur bakhsh de pakeezgi
Apni manind le bana
Aur de mujhe nayi zindagi
Mujhko de taqat khuda

WRITERS

Ankur Masih, Gopal Masih

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None