LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

lost (feat. Umair)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tu ho merey paas
Kahun aik baar
Per dil tou kho gaya hai
Tu ho gaya hai ab juda
Kisi ki ye maanay na
Ghar apna ye janay na
K dil tou kho gaya hai
Haan ho gaya hai tu juda

You said you wanted to be free
Ja tu leh ja terey saath jo jurri
All these memories
I gave you all of me
Socha tujh ko bhi aati ho gi
Yaad meri

Baatain ye gehri hoti nahin
Aankhain ye yun hee roti nahi
Dil mein jo samatay wo jaatay nahi
Haan kabhi

Tu ho merey paas
Kahun aik baar
Per dil tou kho gaya hai
Tu ho gaya hai ab juda
Kisi ki ye maanay na
Ghar apna ye janay na
K dil tou kho gaya hai
Haan ho gaya hai tu juda

Kehney ko tou azaad hain hum
Panchi awaara se hain hum, hum

WRITERS

Annural Khalid

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid, Warner Chappell Music, Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None