It's all for nothing babe
Uss ko tum chorr ke mere paas to aik dafa bas dekh
Mujhe pata hai aisay laundon ki jo hoti khel
Kaisay ye ghayab hotay hain
Socho gi usske nakhrein kaisay tab bardaasht kiyay
Apna dimaagh ghuma diya tameez sikhaanay mein
Jitnay bhi sapnay thay woh
Sab usski khaatir choday hain
Aur kitnay aansun tum iss pe zaya karo gi?
Kitni ghantay tum roti raatein bhar?
Itni jaldi haar mat maanna
Aur kitnay aansun tum iss pe zaya karo gi?
Kitni ghantay tum roti raatein bhar?
Itni jaldi haar mat maanna
Chale na jaanay aisay yun
I know you're there for me
Just scared for the future tho
Kismat mei jo bhi likha ho
I know that u always gonna care for me
Aur kitnay aansun tum iss pe zaya karo gi?
Kitni ghantay tum roti raatein bhar?
Itni jaldi haar mat maanna
Aur kitnay aansun tum iss pe zaya karo gi?
Kitni ghantay tum roti raatein bhar?
Itni jaldi haar mat maanna
You're a girl that's not worth the fumble
In a league of your own and it's unknown
On the path to your joy you will stumble
You don't even understand the problems that you face
Seven years with him that's down the drain
Dip your toe in lust but you get scared
Darya mein ab chalaang maar ke dekh
I know It's hard to break out I can see it
Baby you're a star I don't know why you feed in
To all of his lies. Behind them ain't no reason
Maybe I'm the guide to show you different feelings
Comes as no surprise, iss ke baad sab jaaiz
Bigdi wi harkatein, aadmi jaahil, mera pyaar hai waqif
Phaar do kaagaz. Bas ab aik aur sawaal hai akhir
Aur kitnay aansun tum iss pe zaya karo gi?
Kitni ghantay tum roti raatein bhar?
Itni jaldi haar mat maanna
Aur kitnay aansun tum iss pe zaya karo gi?
Kitni ghantay tum roti raatein bhar?
Itni jaldi haar mat maanna