Hasi cheen lena chahti hai woh
Khush rakhna chahti yaa phir
Seekh dena chahti hai woh
Akela mehfooz mein mehsoos hun karta bhot
Sab kuch gaya door par rakha mein sapna close
Haasil tu karna mehnat khudse
Andheron mein tha mein khoya
Uljha tha khud mein , main Kyun?
Phir bhi tha khud mein sukoon
Kya mein haqdaar banunga of ur Pisces love
Dikha bacchpan hai tujhme I really adore
Ki phir mil paaya usse jo khoya tha andhero Mein
Roshni si chui mujhe teri nazar
Khoon ki boond sookh gayi
Aur yeh zindagi hai imtehaan
Aur shram ka naa intekaal
Aur jiss jagah pe pida naah
Woh aadmi banta kaise maahan
Aur iss jaahan mein dikhta nah
Par upar hote sab hisaab hai
Jab Kalam paas aur maa ki aas
Par mujhko khudse chahiye dhoop
Aur galtiya mein seh saku
Aur iss sukoon kaa ek hi roop hai
Shram ke guth hunar atoot
Jab andar tere pura bhramand hai
Jeet ki dorr ab toot hi jaegi
Sabko tujhpe pura vishwas hai.
Andheron mein tha mein khoya
Uljha tha khud mein , main Kyun?
Toota tha har ek bharosa,
Phir bhi tha khud mein sukoon