LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

GROOVE

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Aasman dekh kar hum ghumte hi jaaye Sirf
Haathon mein haath phir khwab miliye
Phir Tham hum jaaye thoda ruk jaaye hum
Aur phir hum tum yeh rishta bunte hi jaaye
Ab aakhn ladaate hum baaz naa aaye,
Aur iss gehre samandar mein doobte hi jaaye
Jaise tum kahoge hum waise karte jaiye
Aur ek doosre mein choor hoke jhumte hi jaaye
Ab bas kardo yeh sab
Rang bhar do alag
Zindagi mein
Ab tum hi ho sulag
Zagmag Sitaare par chand tum humaare
Ab Maan li hai baat tum jaan humaare
Ab saans le tu khulke Aur udte tu jaa re
Ab jee Lena ginte ke din hai bitaane
Toh sun naa tu kiski bhi bas karte  jaa re
Aur groove kar iss beat pe aur ghumte hi jaa re
Aaj hum hai deewane Aur tum bhi diwaane
Toh baat kyun  hum aaj kisiki bhi maane
Hum bhagte jaaye Aur yeh behki hawayeinn
Hum naache ya udte yeh samajh naa aaye

WRITERS

Ansh Bhavsar

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None