Kehna chahate hai kuch toh hum tujhse
Kehna paaye jo ruthe hum khudse
Milna bhi chahe par yeh faasle
Khoye khoye hum khub roye hum
Jaage soye hum Khub dode hum
Par jo bhi ho hum milna chahe
Hum kaise rokke inn aasu ko
Kyun waqt tham sa gya hai
Khoye khoye hum khub roye hum
Jaage soye hum Khub dode hum
Apne sapno mein(Khoye sapno mein)
Jina marna teri bahoon mein
Jina marna teri bahoon mein
Sapno mein khoye hai roye hai