Doosri paari kara itna hard mein
Naad mein baad mein ni sochta faisle Pehle
Tab Jaake first Dan of the rap game
Rap ka tansen megh ka rag cheda Flow ne mere
Ekdum haadse paani se le gaya sabko Jaise meglodon hai
Bhai same hai kon karu alag ki list mein top
Free mein chopper kar dala unleash demon
Realese the song bolke feed kara sabko bhot
Dope hai bhot yeh gana likha dopher ko
Do pair pe mein khada aur flow hai goat
Kehke lene mein Enemy dare phir Bhi yeh chu na kare aur
Taur tareke seekhe naye us se khelna Aaye par fact yeh ki duniya sirf bakti Bro
Meri sakhti zod the first thing
Garmi nai narmi suit tujhe bacchi
Mein sacchi mein likhi kahani jab tak Pen nahi leak huyi meri buddhi bhi choki damn fuck It
Sharam na kare ye kafan bhi inki sadi padi
Kabhi kabhi gale me jale kabhi dil me
Guftagu na hui vo mujhse ruthi hui
Mujhe lagta me acha dost nhi
Usne bola banana kabhi mujhe ghost nhi
Kabhi kash kabhi sach ye kalakaari meri jhuti nhi
Sun na nhi chahte kali ke peeche pade hue
Sun nhi rhe gaane mere commercial hi bhare pade
Me bhi bana rha vahi sochu ki reach Shayad badhe meri
Gaane likhe do boht dope songs
Record nhi Kare khali two gaane bhai ke saath
Teesra ye banger ho jayega danger
Sunenge jab stranger things se bhi Zyada hype hogi ek din album drop Hogi afsos tera Dil hai mere bin
Kabhi mein karu itna tez jaise chal rahi track pe race
Phir woh lenge music ka taste jaise Lete 10th mein back bench pe
Chaar bande vibe karte try kar dekh
Haath mein smart watch pehnte the Left side mein speakers
Sunte the ek saath jb vivan mein
Baithe masti marte teacher hyper
Why par mein puchta jab Punishment milti
Class test mein fail aur viper se Padhte unke words
Yeh thi tenth ki baat aur twelveth ke baad
Vam man aur mein teeno bajte hard
Naa hai faasle hum jaante hum jaanchte
Aur aaj bhi decisions lete ek saath mein humrai
Bhi hai maangte aur try kare kamal Ke aur haar nahi maante business hai mind
Teeno ke startup ki badh rahi hai hype
Entrepreneurs ki chal rahi hai grind
Aur maano naa maano baadlegi fitrat Yeh nahi
Barbaad nhi honge woh toh paakka Par hum saath honge jo bhi ho paper Pe sign kiya Padh ab
Mere pass Jin hal mein nahi koi jo wish puri kare
Toxicity har jagah aur case hi nahi hai jo bacha
Flow copy nahi me flow switch karke baja
Stanny ki tarah vo bhi ha ho gayi mujhese khafa
Wave mein sine si hi maza
Main Sensei hi bana mein ekdum hi Kala mein gusaa
Subah nasha kara pura kalam ka
Jo tere Sar chadi kuch gadbadi
Deep hai baatein mere geet se seekh
No repeat raw deta hun ekdum street
Discuss karle tu exploit kar par
Baadme tu bolega sorry hogayi Tongue slip