LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bhagawan Tere Dhandhe Ko Aur Badhaye

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tu Ja Raha Hai Ja Mujhko Gam Nahi Hai
Tere Jaise Aashik Yaha Kam Nahi Hai
Tu Ja Raha Hai Ja Mujhko Gam Nahi Hai
Tere Jaise Aashik Yaha Kam Nahi Hai
Tere Life Me Aise Hi Log Aaye Jaye
Bhagwan Tere
Bhagwan Tere Dhandhe Ko Or Badhaye
Bhagwan Tere Dhandhe Ko Or Badhaye

Mujhe Chahne Walo Ki Lanbi Katar Hai
Mera Banane Ko Yaha Har Koi Taiyar Hai
Mujhe Chahne Walo Ki Lanbi Katar Hai
Mera Banane Ko Yaha Har Koi Taiyar Hai
Sabke Jaisa Na Hu Mai O Bebi
Mujhe Na Pasand Hai Ladkiya Farebi
Kas Teri Tarah Hi Koi Tujhko Mil Jaye
Bhagwan Tere
Bhagwan Tere Dhandhe Ko Or Badhaye
Bhagwan Tere Dhandhe Ko Or Badhaye

Aaj Kal Ki Ladaki Hu Mai Bindas G
Kisi Pe Na Karti Hu Mai Biswas Ji
Aaj Kal Ki Ladaki Hu Mai Bindas G
Kisi Pe Na Karti Hu Mai Biswas Ji
Yad Rakhna Tum Navnit Singh Ke Bat Ko
Ek Din Tum Tarso Gi Ek Mulakat Ko
Teri Aaukat Koi Tujhko Hi Bataye
Bhagwan Tere
Bhagwan Tere Dhandhe Ko Or Badhaye
Bhagwan Tere Dhandhe Ko Or Badhaye

WRITERS

Dheeraj Singh, Mojib Rahman, Shubham Sbr

PUBLISHERS

Lyrics © Sanjivani Digital Entertainment Pvt Ltd

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other