LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Nazar Milata Kabhi Tujhse

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi
Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi
Jawab Jawab Chaand Kai Hai Tu Tera Jawab Nahi
Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi
Karke Tarif Banale Kisi Me Daag Nahi
Ke Humne, Ke Humne Aasman Chhune Ka Dekha Khwab Nahi
Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi

Chale Savarke To Kaliyaan Nisaar Ho Tujh Par
Chale Savarke To Kaliyaan Nisaar Ho Tujh Par
Zara Ruke To Fida Dil Hajaar Ho Tujh Par
Chale Savarke To Kaliyaan Nisaar Ho Tujh Par
Kisi Bhi Hoor Mein
Kisi Bhi Hoor Mein Hoga Tera Shabab Nahi
Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi
Karke Tarif Banale Kisi Me Daag Nahi
Ke Humne, Ke Humne Aasman Chhune Ka Dekha Khwab Nahi
Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi

Na Aaftab Ki Hasrat Na Maahtabo Ki
Na Aaftab Ki Hasrat Na Maahtabo Ki
Tu Mukaabil To Barsat Ho Gulaabo Ki
Na Aaftab Ki Hasrat Na Maahtabo Ki
Ki Tumse Badh Ke
Ki Tumse Badh Ke Koi Aur Intekam Nahi
Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi
Karke Tarif Banale Kisi Me Daag Nahi
Jawab Jawab Chaand Ka Hai Tu Tera Jawab Nahi
Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi
Karke Tarif Banale Kisi Me Daag Nahi

WRITERS

Rajesh Roshan

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist