Kyun na ise ab koi toh naam dein, naam dein
Likh di kayee hai kitaabein
Milte nahi lavz jab tu saamne, saamne
Kaise kaise main tujhse chupau
Hai jo pyaar yeh kaise jataau
Karti hoon koshishen ke tujhko kuch na kahoon
Par dekhun main tujhe jo/toh, dil poora saunp doon
Lagta hai darr mujhe ke kahin main kho na doon
Jaane khudko kaise haari main tujh mein