Beeti Yaadon Mein, Khoye waade Hein
Poore karne, ke, Sau Iraade Hein
Khud ko yun paana, aasaan nahi
Koshish hi sab kuch hai , anjaam nahi
Darr ki aagosh mein hum thee
Dil mein thi bas matlab ki lau
Jal Jal ke hum jo bikhre thee
Mushkilein jayengi kab kisko hai pata
Baat Dil ke sukoon ki hai
Hai yaqeen ke yun chalte rahenge sadaaa
Aisi raahein chun na, aasaan nahi
Koshish hi sab kuch hai, anjaam nahi