Shaam dhal rahi, dhal jaane do
Baat ban rahi, Ban ne do na
Yaad ban rahi, banti rahee
Yeh, jo sama hai, phir na aayega
Yeh, tera saath, phir kab aayega
Yeh, jo sama hai, phir na aayega
Yeh, tera saath, phir kab aayega
Chal diye kahan, baithe raho
Hai agar gila , keh bhi do
Dekho toote na dil yeh mera
Yeh, jo sama hai, phir na aayega
Yeh, tera saath, phir kab aayega
Yeh, jo sama hai, phir na aayega
Yeh, tera saath, phir kab aayega