LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Tere Bin

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jagi jagi si
Tere bin saari hein raatein
Kehne ko kitni hein baatein
Jo keh na, paayi main

Dabi dabi si
Tere bin saari barsaatein
Baaki rahi mulaaqatein
Jo kar na, paayi main

Kaash kuch, aisa ho
Main teri, tu mera ho
Ho alag hum dono ki
Zindagi

Tere bin, dil mera
Tere bin, aadha sa
Tere bin, dil jaisa
Na raha, dil mera

Jagi jagi si
Tere bin saari wo raatein
Kehne ko kitni thi baatein
Jo keh na, paayi main

Dabi dabi si
Tere bin saari barsaatein
Baaki rahi mulaaqatein
Jo kar na, paayi main

Verse — 2

Rahi rahi si
Tere bin zindagi saari
Tere bin, baaziyan haari
Sab khoya, hai maine

Bujhi bujhi si
Tere bin, jeene ki chaahat
Tere bin, aaye na raahat
Sab haara, hai maine

Tere bin nahi
Khud pe hai yakeen
Jeene ke liye tu
Zaroori
Zaroori

Tere bin meri
Khaali zindagi
Tere aane pe ho
Yeh poori
Haan poori

WRITERS

KAPIL SIBAL, NILADRI KUMAR

PUBLISHERS

Lyrics © MUSIC SERVICES, INC.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other