Banaras ki bhor, Awadh ki shaam
Banaras ki bhor, Awadh ki shaam
Bundelkhand ki raat aur tera naam
Shambhu shankar, sat satnam
Shambhu shankar, sat satnam
Saahib bandagi, sabko pranam
Banaras ki bhor, Awadh ki shaam
Banaras ki bhor, Awadh ki shaam
Bundelkhand ki raat aur tera naam
Ek mein hai tu jamghat tu
Saanson mein hai marghat tu
Duniya ka khela aur insaan
Uljhi huyi hai qaum-e-awaam
Kar diya ishq ka naam haraam
Dil mein nafrat aur inteqaam
Han kaise dhalegi dukhon ki shaam
Kar laiye mitra kuchh intezaam
Hote nahin hain khushiyon ke daam
Chal ho jaayen do do jaam
Chal ho jaayen do do jaam
Ek Ishwar ke ik Allah ke naam
Banaras ki bhor, Awadh ki shaam
Banaras ki bhor, Awadh ki shaam
Bundelkhand ki raat aur tera naam
Allah-hu-Akbar, Jai Shri Ram