Tere hum naa ban sake, ho gaye hum judaa
Fir kabhi milenge hum, dil ki hai ye duaa
Tere shahar ko chhod ke, main chala jaaunga
Un beeti yaadon ko, saath letaa jaaunga
Tere saath the kabhi, kabhi the tere bin
Phoolon se lamhe, the jis pal mein tum
cb kali raaten kaale kaale din
Kaanton se lagen sabhi palchhin
Tujhe yaad karte karte, ye shab beet jaani hai
Tere bin hai kaisi, adhoori zindgani hai
Meri bebasi pe mera akhtiyaar nahin
Sab kuchh paas mere par waisa qaraar nahin
Qaraar nahin nahin, zindagi zindagi nahin