Ku zubaan meri yu ladkhadati
Ku na bola mujhe huye bade saal
Tujhe kho du ye dar kahi baki
Teri hasi mei kashish hai kafi
Bas tu hi tu ab mera khwab
Chahe ankei khuli band zara si
Fir jaaye to lagta hai din gavaya
Kehne ko baaten to bohot par kami bas teri hi khalti hi
Jalte angaro se puch wo aag k pehle ki nami kya sehti hai
Lapte uthe to bujhana nahi
Ye akhir ghalib zamana nhi
Ye khaali hai khat siyahi ki kami
Maang rihayi k lage hum fasne
Karne ko hustle hum haste
Shyd acha me khud k raste
Jese karz me ishq hum farsh pe
Ku tu dil ko hai yu tadpati
Ku na bola mujhe huye bade saal
Tere bina lage zindigi udasi
Teri baatein bhi to yaad dilati
Bas tu hi tu ab mera kwaab
Chahe rahe kuch ya na rhe baki