LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Tum Jo Parda Rakhoge

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Paw Mein Bijli Hai Hothon Mein Angare Hai
Baalo Mein Badal Hai Teri Ankho Mein Taare Hai
Tum Jo Parda Rakhoge Hamara Abhi
Hum Bhi Parda Rakhenge Tumhara Kabhi

Tum Jo Parda Rakhoge Hamara Abhi
Hum Bhi Parda Rakhenge Tumhara Kabhi
Tum Jo Parda Rakhoge Hamara Abhi
Hum Bhi Parda Rakhenge Tumhara Kabhi
Karti Hu Tujhko Salam Karna Na Mujhe Badnaam
Tum Jo Parda Rakhoge Hamara Abhi
Hum Bhi Parda Rakhenge Tumhara Kabhi

Aaa...
Kaise Piya Se Lag Gayi Ankhiya Yaad Karu Mai Saari Ratiya
Ho Raaj Jo Tumne Khol Diya To Mai Bhi Chup Na Rahungi
Tumne Agar Badnam Kiya To Mai Bhi Badnam Karungi
Tum Jo Smjho Hamara Isara Abhi
Hum Bhi Kar Denge Tumko Isara Kabhi
Tum Jo Smjho Hamara Isara Abhi
Hum Bhi Kar Denge Tumko Isara Kabhi
Insaan Usi Ka Hai Naam Aaye Jo Oro Ke Kaam
Tum Jo Parda Rakhoge Hamara Abhi
Hum Bhi Parda Rakhenge Tumhara Kabhi

Aaa...
Itna Tum Mujhe Pyara Laage Naachu Bhar Bhar Tere Aage
O Baat To Tune Rakhi Meri Teri Baat Rakhungi
Tu Chahe Toh Tujhko Din Raat Saath Rakhungi
Ki Jo Taklif Tumne Gawara Abhi
Hum Bhi Kar Lenge Sab Kuch Gawara Kabhi
Ki Jo Taklif Tumne Gawara Abhi
Hum Bhi Kar Lenge Sab Kuch Gawara Kabhi
Baat Parde Ki Karna Na Jal Jayegi Dunia Tamam
Tum Jo Parda Rakhoge Hamara Abhi
Hum Bhi Parda Rakhenge Tumhara Kabhi

Karti Hu Tujhko Salam Karna Na Mujhe Badnam
Tum Jo Parda Rakhoge Hamara Abhi
Hum Bhi Parda Rakhenge Tumhara Kabhi Hey Rabba Hey Rabba.........

WRITERS

Bappi Lahiri

PUBLISHERS

Lyrics © Universal Music Publishing Group

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other