Koi to hai jo nizam e hasti
Chala raha hai wohi khuda hai
Koi to hai jo nizam e hasti
Chala raha hai wohi khuda hai
Dikhayi bhi jo na de nazar bhi
Nazar bhi rakhe samaatein bhi
Woh jaan leta hai neeatein bhi
Nazar bhi rakhe samaatein bhi
Woh jaan leta hai neeatein bhi
Jo khana e lashaoor mein jagmaga raha hai
Talash uss ko na kar buttoun mein
Woh hai badalti hui ruttoun mein
Talash uss ko na kar buttoun mein
Woh hai badalti hui ruttoun mein
Jo din ko raat aur raat ko din
Koi to hai jo nizaam e hasti
Chala raha hai wohi khuda hai
Dikhayi bhi jo na de nazar bhi